ASHFAQ AHMED kehty hain...
Jo qoomein tabah o barbaad huien wo mutakabir thein. Apni achaioun per bi itraati thein aur buraiyoun per Bi fakher karti thein.Khuda ki Naimatoun ko apni mehnat ka sila qarar daiti thein.yeh baat karnay ka maqsid kissi ko darana maqsood nahenbalkay ap ko,apnay ap ko tanbee karna maqsid hai....
Aap na sirf Allah ki meherbaniyoun ka shukriya ada kiya karain balkay jo aap peh koi Ahsan karay,uss ka bi shukriya adda kiya karain.iss se mahashray kay kahein bagaarh khatam ho saktay hein....
Ager Bus mein aap ko koi seat day to ap bajay yeh sochnay kay ho sakta hai uss shaks ne meri shaksiyat se marghoob ho kar seat chor di,yah iss waja se raasta chor diya kay Ashfaaq
Ahmed bohot baray daniswar aur writer hain.yeh soch kar khayal karain kay yeh iss ki meherbani aur nabda nawaazi hai kay iss shaks ne seat chor di yah raasta day diya aur iss per shukriya ada karain....
(Zavia 3;Na shukri ka Aarzaa)

ConversionConversion EmoticonEmoticon